Saturday 2 July 2011

Kuch bhula diya

Sabse chhupa k jo wo dard muskra diya
Uski hansi ne mujhe rula diya
Lehje se uth rha tha har 1 dard ka dhua
Or keh raha tha k sab kuch bhula diya

No comments:

Post a Comment