Saturday 11 June 2011

Kyun bahana bana leti ho?

Kyun bahana bana leti ho?
kahti ho ki pyar nahi hai mujhse
phir kyun mujhe hi dekhate hi,
palke jhuka leti ho najren chura leti ho
kyun bahana bana leti ho ?

No comments:

Post a Comment