Saturday 16 July 2011

Ch. Shujat Hussain aur MQM

Ch. Shujat Hussain ne Musharaf dor me A.Q. Khan se muzakrat kiye jis k bad wo nazar-band hogaya.


Akbar Bugti ko mananay k liye muzakrat kiye to wo duniya se hi chala gaya


Lal Masjid k ghaziyon se muzakrat kiye to uska nateeja apke samne hai


Aaj Ch. Shujat MQM se muzakrat mein masroof hai, dua karain riwayat barqarar rahay :)

No comments:

Post a Comment