Wednesday 13 July 2011

Tere bina ek pal

Tere bina ek pal bhi jea nahi sakta, Marna chahu bhi to mar nahi sakta, Tere sath jeene ka wada kiya hai maine, Iss pyare se wade se main mukar nahi sakta. Mana ki mulaqat me tamam mushkilein ayengi, Phir bhi tujhse mile bina main reh nai sakta, Tujhe qasam hai meri mera sath nibhana..

No comments:

Post a Comment