Monday 11 July 2011

Tumhari yaadon ki mehak

Tümhari yaadon ki mehak in hawaon me hai,
Kuch apna pun sa in fizaon me hai.
Khushiyaan chomy tumhare qadam har dum,
Ye hi Lafz har pal meri duaon mein hain


No comments:

Post a Comment